Question | Answer |
Aqeeqay ka kya matlab hai? | Listen |
Shadi ke dinon main dawat wagherah main dalnay ke liye jo gaayen ya bakray zabh kiye jatay hain, baz log inhi main aqeeqay ki niyyat karletay hain, kya is tarah aqeeqah hojata hai? | Listen |
Ek Gaayen main kitnay aqeeqay hosaktay hain? | Listen |
Kya qurbani ki gayen main bhi aqeeqay ka hissa daal saktay hain? | Listen |
Bachay ka naam rakhnay ke silsilay main chand madani phool irshad farmadijeye | Listen |
"Muhammad" naam rakhnay ke kya kya faza'il hain? | Listen |
Abhi jo apnay bachay ke naam rakhnay ke saath lafz "Raza" ka izafa farmaya, iski wajah kya hai? | Listen |
Bacha ya Bachi ke aqeeqay main janwaron ki tadad kya honi chahiye? | Listen |
Aqeeqay ka janwar kaisa hona chahiye? | Listen |
Aqeeqa ke janwar ki umr main shak ho tu kya karna chahiye? | Listen |
Aqeeqay ke gosht ki taqseem kaisay karna chahiye? | Listen |
Aqeeqa karnay wala kya kya niyyatain kar sakta hai? | Listen |
Aqeeqa ka gosht pakwa kar taqseem karna afzal hai ya kacha gosht taqseem karna? | Listen |
Kya aqeeqay ka gosht walidain bhi kha saktay hain? | Listen |
Kehtay hain ke aqeeqay ke gosht main se naayi ko sar aur daai ko raan deni chahiye, agar daai kaafira ho tu kya karna chahiye? | Listen |
Aqeeqay ka janwar koun zabh karay? | Listen |
Aqeeqay ki dua koun parhay? | Listen |
Kya dua parhay beghair aqeeqa nahi hoga? | Listen |
Kya ye durust hai ke janwar ki haddiyan na tori jayen? | Listen |
Kya aqeeqay ka gosht pakanay ka koi makhsoos tariqa hai? | Listen |
Bachay ko kis umr main mureed banwaya jaye? | Listen |
Kya aqeeqa na karnay wala gunahgaar hota hai? | Listen |
Kya ye durust hai ke jo bacha beghair aqeeqay ke inteqal kar gaya wo apnay walidain ki shafa'at nahi karega? | Listen |
Is baat ka kya matlab hai ke larka apnay aqeeqay main girwi hai? | Listen |
Agar bacha paida honay k baad saath din se pehlay pehlay fout hojaye tu uske aqeeqay ka kya karain? agar marnay ke baad kardain tu wo bacha walidain ki shafa'at karega k nahi? | Listen |
Bacha ya bachi paida ho tu uske kaan main azaan kab aur kitni baar kahain? bachay ka naam kounse din rakhain aur sar ke baal kis din saaf karwaen? | Listen |
Aqeeqay main bachay ke sar ke baal saf karnay ke baad suna hai sar par zafran malna chahiye? | Listen |
Agar saathwain din aqeeqa na kar sakain tu kya hukm hai? | Listen |
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.) |
March 7, 2009
Q & A's Regarding Aqeeqah.
Labels: dawat-e-islami, Madani Muzakra
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment