Question | Answer |
Baaz aurtain bahut powerful hoti hain aur apnay bachun ke abbu par haawi rehti hain, aur is tarah aadmi pareshan rehta hai, uske liye kuch tasalli ka saaman far'aham farma dijeye. | Listen |
gayarah su(1100) martaba wazeefa parhna, kuch aasan wazeefa irshad farmadijeye. | Listen |
Saas bahu ke jhagray bahut barhtay jarahay hain, in jhagron ka hal irshad farmadain? | Listen |
Baaz auwqaat saas bhi aapay se baahar hojati hain, kuch is baaray mainbhi irshad farmadain? | Listen |
Aapnay abhi "memon community" ka tajziya paish kiya, Kya aapka bhi is se ittefaq hai? | Listen |
Humaray yahan ghar denay ka jo silsila hai... jab tak makan na diya jaye tu shadi nahi hoti.. kya ye kamzoori nahi hai? | Listen |
Agar shohar apni zojah ko deegar ahl-e-khana ke saath rakhay, is silsilay main kuch ehtihatain irshad farmadain ke fitnay se hifazat ho? | Listen |
Kya aapnay apnay betay ko saath rakha hai ya alag ghar diya howa hai? | Listen |
Aulad ki tarbiyyat ka bhi tareeqa irshad farmadain. | Listen |
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.) |
March 10, 2009
Q & A's Regarding Home Environment
Labels: dawat-e-islami, Madani Muzakra
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment