Question | Answer |
Baz islami dars ke baad apni taraf se tashreeh kartay hain, kya ye durust hai? | Listen |
Baaz islami bhia madani kaamon ke jadwal ko tabdeel karnay par israar kartay hain, mas'alan haftawar ijtima mukhtasar kiya jaye ya bayan ka waqt kam kardain, is soorat main kya kiya jaye? madani markaz ki hidayat par amal kiya jaye ya apnay mumalik ke aitbar se us main kami baishi kartay rahain? | Listen |
Abhi andar aatay howe bhi ka'i islami bhaion ko checking ke marahil se guzara gaya, masjid ke baahar bhi security ka khaas intizam hai, kuch hifazati intizamat ke hawalay se irshad farmayen. | Listen |
Qur'an Shareef ka tarjuma kis ka parh kar sunaya jaye? | Listen |
Kya beghair dekhay bayan nahin kar saktay hain? | Listen |
Istikhara se kya muraad hai? Kya Online Istikhara kar saktay hain? | Listen |
Kya ghair Muslim ki tadfeen main shirkat karsaktay hain? | Listen |
Masjid main dars ki ijazat na ho tu kya karain? | Listen |
Bathroom main wuzu karnay soorat main kya duaen parh saktay hain? | Listen |
Jo islami bhai madani kaamon main waqt nahin detay hoon tu unko kis tayyar kiya jaye aur unko kis tarah tarkeeb main layen? | Listen |
Apko dekha gaya hai ke aap khanay se pehlay rubberband ka istemal kartay hain iski kya wajah hai? | Listen |
Dawat-e-Islami main mushawrat ka nizam kyon zaruri hai? | Listen |
Medical test ke liye jo khoon nikala jata hai, tu kya us se wuzu toot jata hai ya nahi? | Listen |
Train main douran-e-safar namaz ka waqt janay ka khadsha ho aur train main paani mayassar na ho tu aisi soorat main namaz ko kis tarah ada karain? | Listen |
Mushawrat araakeen se mashwara kiye beghair agar mushawrat nigraan sirf apni marzi se kaam karay tu kya yeh tanzeemi tor par durust hai? | Listen |
Baaz islami bhai mushawrat ke khilaf group bana letay hain aur apni manmani kartay hain aisa karna kaisa hai? | Listen |
Farsh par bachay ne paishab kardiya tu kya sara farsh dhona zaruri hai warna po'cha ki soorat main paak kis tarah ho? | Listen |
Ek zimmedar ko apnay matahat se aur matahat ko apnay zimmedar se kaise paish aana chahiye? | Listen |
Paishab ke qatray aanay ka marz hai ka'i namazain chott janay ka mu'amla hota hai, kya karain? | Listen |
Apne farmaya ke agar paishab ke qatray aatay rahain aur waqt na milay tu phir wuzu kar ke uswaqt ki namaz parhli jaye, tu uswaq jo kapray napak hongay unka kya kiya jaye? | Listen |
Tazkiya-e-nafs ke liye kounsa amal ziada bahtar hai? | Listen |
Karobar ya duty ke waqt agar hum amama shareef pehnain tu log mazaq uratay hain tu kya uswaqt utar saktay hain, istiqamat ka tareeqa irshad farmayen? | Listen |
Aap aksar farmatay hain jab bhi qaflay main safar kiya jaye tu tu apnay kharchay par kiya jaye, is main kya hikmat hai? aur hum bain-al-aqwami islami bhai jo yahan aye howe hain wo khanay peenay ke kharch ka kya karain? | Listen |
Dawat-e-Islami ke madani mahol main 12 Madani Kaamon par isteqamat ka tareeqa irshad farmadain | Listen |
Bain-ul-aqwami ijtima main humnay apka bayan screen par suna tu kya hum apnay mumalik main b screen laga saktay hain? | Listen |
Screen par tasweer arahi ho tu kya us taraf munh kar ke namaz parh saktay hain? | Listen |
Kisi mulk main madani kaam karnay ke liye visa haasil karnay ke liye jhotay kaghzaat aur interview main jhoot bolnay ke baray main kuch irshad farmayen? | Listen |
Hubb-e-Jaah kisay kehtay hain? | Listen |
Kuch misalain irshad farmadain, ke jin se ye pata chalay ke in jumlon main hubb-e-jaah paida hota hai? | Listen |
Kya chalti hui train main farz namaz parhnay ke liye istiqbaal-e-ka'ba zaruri hai? | Listen |
Apko dekha hai ke aap farz uloom ke seekhnay par bahut zor detay hain, iski ahammiyat irshad farmayen? | Listen |
Sar main jab tail/oil lagatay hain tu imamay se bhi badboo aati hai | Listen |
Apnay mulk main maktabatul madina ko fa'aal karnay ke madani nuskhay irshad farmayen | Listen |
Hubb-e-Jaah aur us se bachnay ka tareeqa irshad farmayen | Listen |
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.) |
March 7, 2009
Q & A's With International Islami Brothers
Labels: dawat-e-islami, Madani Muzakra
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment