August 1, 2009

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil

Answers Related To Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil
 
Fatwa Code
Question
Answer
00017Main jis market main hota hoon wahan sub deoband masajid hain es liye main apni namaz qaza kar k un k masajid main parta hoon kia main in k saath bajamat namaz par sakta hoon mager main in ko acha nahe janta es bare main mujhe koi sharai lehaz se batain k mere namaz theak hai ya nahe?Read
00022Kya imaam ka aqeedah maloom kiye beghair uske pichay namaz parhna jaa'iz hai?Read
00041Main ne kisi jagah Namaz-e-Istikhara ke baaray main parha tha aur us main dua ke baray main bhi likha tha, Kya yeh sahih hai? Neez aap mujhay dua likh kar dijeye?Read
00045Salaat-ul-Haajaat ka waqt aur namaz-o-dua ka sahih tareeqa batadain aur kya yeh namaz-e-Asr ke Ba'ad ada ki ja sakti hai?Read
00046Kya beth kar namaz parhnay se sawab aadha hojata hai? Hadith ke hawalay ke saath bayan farmaeye.Read
00050Masjid main namazi ke aagay se guzarna kaisa hai? Neez agar emergency ho tu phir guzarnay ka kya tareeqa hai?Read
00051Kya Ghaaibana Namaz-e-Janaza jaa'iz hai?Read
00052Kya Aankhain band kar ke namaz parhnay se namaz adaa hojaegi?Read
00058Aaath(8) nawafil ek salam se parhnay ka kya tareeqa hai? aur qaida oola har dosri rak'at par karengay ya chaar parh kar?Read
00059Kya nafil roza/fast ke saath qaza roza/fast ki niiyat/intention bhi kar saktay hain?Read
00064Namaz qasar se kya matlab hai? aur kya har namaz qasar karna hoti hai?Read
00065Pakistani time ke mutaabiq wo kounse auwqaat hain jin main ibaadat nahi ki jati?Read
00068Kya Ahnaaf ke nazdek jamaa'at e saani karwai ja sakti hai?Read
00070Agar fajr ki do sunnatain reh jaen tu unhain kab adaa karain?Read
00084Kya takhnay khulay rakhnay ka kya hukm hai? aur aar pants pehni hui hoon tu kya namaz parhnay ke liye paa'inchay fold kar saktay hain ya nahi?Read
00085Namaz ke liye takbeer kehtay howe namazyon ko kis waqt kharay hona chahiye? Takbeer shuro hotay hi ya "Hayya Alas Salah" par?Read
00087Namaz main painchay fold karna sahih hai ya ghalat? mujhay baraye karam sahih maloomat/information faraham karain kyon ke main ne kuch logon se painchay fold karnay ka suna hai jab ke kuch logon se mumaan'at?Read
00090Aqamat beth kar sunni chahiye ya kharay hokar? Daleel se saabit kijeye?Read
00093Azaan se pehlay durood parhnay ka kya hukm hai?Read
00095Aadhi aasteen ki qamees main namaz parhna kaisa hai?Read
00096Kya jumu'a ki dosri azaan main anghotay chooomna mana hai?Read
00101Doraan-e-At'tahiyyaat ungliyon ka halqa kis tarah banatay hain, aur kab tak?Read
00112Agar koi imaam ke saath teesrio rakat main milay tu phir us i pehli rakat kounsi hogi, ye imaam ke saath waali ya imaam ke salaam phernay ke baad wali?Read
00118Imaam sahib ka haath toota howa hai paidaaishi apaahaj hain, tu kya wo jama'at karwasaktay hain ya nahi?Read
00119Juma'atul mubaarak ke baad ki sunnatain mu'akkada hain ya ghair mu'akkada?Read
00123Aik shakhs jiska maamoool hai ke wo aksar pakistan se dosray mumaalik ki taraf safar karta hai, Lihaaza agar us nay pakistan main roza rakha jab wo kisi dosri jagah puhncha tu tu wahan abhi din khatam honay main bees/20 ghantay baaqi thay tu wo shakhs aftari kis waqt karayga?Read
00124Mujhay namaz ke aagahz main ta'ooz aur tasmiyah parhtay waqt bahut waswasay aatay hain jis ki wajah se namaz shuro kartay hjowe dair lug jaati hai, waswason ki wajah se main baar baar ta'ooz parhta hoon? Main namaz kaisay shuro karoon ke waswasa na ayen? Is ke ilawa mujhay sotay waqt bhi mukhtalif kufriyaana waswasay atay hain iska hal bhi bataen?Read
00125Jis tarah se qaza namazain parhtay haintu kya hum usi tarah se baaqi namazain bhji parh saktay hain? Yani waqt par parhnay wali namazon ke fara'iz aur sunnatain bhi qaza namazon ki tarah parh saktay hain ya nahi?Read
00129Qayaam ki haalat main haath ko harkat dene se namaz kya kharabi laazim aati hai?Read
00130Agar koi aurat bazaar main ho aur namaz parhnay aur wuzu karnay ki jagah na paye tu kya wo namaz qaza kar sakti hai?Read
00135Farz ki teesri aur chuhti rak'at main soorat nahin milaatay jab ke sunnat ki teesri aur chuhti rak'at main milaatay hain, is ki wajah kya hai?Read
00138Agar koi shakhs is wajah se jamaa'at tark karay ke imaam daarhi hadd-e-shara se kum rakhta hai ya kusoub karta hai aur batanay par bhi tark nahin karta, Kya aisa shaks tark-e-jamaa'at ke gunaah main shareek hoga ya nahin?Read
00141Imaam jab rukoo-o-Sujood ke liye takbeer kehta hai tu muqtadi ko kab rukoo-o-sujood main jaana chahiye?Read
00142Sajda-e-Tilaawat karnay ka kya tareeqa hai?Read
00144Kya isha ki namaz main sirf chaar (4) farz, Do (2) sunnat aur teen (3) witar parhna kaafi hain ya mazeed nawafil bhi parhna zaruri hain?Read
00150Rozay ki halat main aankhon main drop ya marham daal saktay hain ya nahin?Read
00155Agar humari maghrib ki namaz main farz ki pehli do rak'atain reh jaaen tu kya hum teesri rak'at main shareek hosaktay hain?Read
00165Buland awaaz se "Aameen" kehna saabit hai, magar ahl-e-sunnat se ta'alluq rakhnay walay loug buland awaaz se "Aameen" nahin kehtay is ki wajah kya hai?Read
00170Agar koi hanafi shaaf'ee imaam ke pichay namaz parh raha ho, Dauran-e-namaz imaam ka khoon nikal aaye aur muqtadi ki nazar par jaye tu muqtadi ki namaz ka kya hukm hai?Read
00173Agar kisi shakhs ko safar darpaish ho aur usay andaisha ho ke agar zuhr parh kar safar par rawana howa tu usko namaaz-e-Asr ka waqt na mil sakayga tu usay kya karna chahiye?Read
00176Agar kisi shakhs ne Isha ki namaz beghair jama'at ke parhi tu taraweeh ada karnay ke ba'ad witar ki namaz jama'at ke saath ada kar sakta hai?Read
00184Dawat-e-islami main soorat-ul-mulk ki tilawat ijtima tour par ki jaati haikya jo fazeelat hadith mubaarka main soorat-ul-mulk parhnay walay ke liye hai, sunnay waloun ko bhi haasil hogi?Read
00188Agar namaz main Surah-e-Faatiha parhni bhool jaaye tou kya hoga?Read
00192Kya hum kisi dosray Maslak ke imaam Masalan Deobandi ke peechay namaaz parh saktay hain ya nahin?Read
00198Farz ke ba'd dars main bethnay se agar sunnatoun se faasla hojaaye tou kya is se sawaab saaqit hojaaega?Read
002001) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Read
00207Sajda Kitni Had'diyoun par karna chahiye?Read

0 comments:

Dawat-e-Islami {An International Islamic Propagational Movement of Quran and Sunnah}, Islam, islam, islamic, Dawat-e-Islami, dawateislami, learning, learn, learn islam, learning islam, knowledge of islam, knowledge, famous, movement, movements, Dawateislami blog is an islamic blog here you can search through masnooon duas, Al-Quran, translation, kanzul eeman and many many more islamic information, here you can also watch madani channel and submit your qusetions, requests for kaat online, spritual problems are solved through kaat online, you can also requests for roohani ilaj and ask for taweezat, this blog is completely dedicated to islam and is made to serve Islam, Faizan e Madina, Dawat e Islami, Istikhaara, Masnoon Duas, Quran Translation, Madani Channel, Prayer Timing, Rohaani Ilaaj, Roohaani Ilaaj, AL-Quran, Urdu translation, Tafseer, Kanzul Emaan, Ahlesunnat, Alahazrat, Alahadhrat, Al-Imam, Ahmed Raza, Imam, Imam-e-Ahlesunnat, Ameer-e-Ahlesunnat, Hazrat Sahib, FaizaneSunnat, Haji Mushtaq, Nigran-e-Shura, Ask the Mufti, Q&A, questions and answers, Islamic Library, Urdu Books, Bahar-e-Shariyat, FaizaneAttar, Faizan-e-madina, Tilawat, Hamd, Naat-e-Rasool, Islamic Radio, Durood-o-Salaam, Islamic Forums, Traditional Islamic Forum, Muslim Forum , Sunni Forum, Sunniyat, ahl e sunnah, ahl e sunnat, ahl-e-sunnat, ahl-e-sunnah, ahlesunnah, ahlesunnat, attari, qadri, ya ghous, ya rasoolallah, Ya ghous-e-Azam, Ya GhouseAzam, Ya Rasoolallah, prayer timings, islami namaz, namaz, hajj, roza, fasting, ramazan, islamc teaching, ulama, auliya, friends of Allah, friends of God, Muslims

  © Blog template 'Faizan-e-Madina' by Dawat-e-Islami.blog 2008

Back to TOP