Question: Kya government Pakistan ke State Bank se jaari karda Prize Bonds agarchay wo kisi bhi Maaliyat ke hoon halaal hain ya haraam?
Answer:
April 15, 2010
Islamic Question & Answer - 209
Islamic Question & Answer - 206
Question: Kitaabatun Nisaa waali hadeeth-e-mubaarka ke aurtoun ko likhna parhna na sikhaaou is ka kya matlab hai? Yani likhnay parhnay se mumaan'at ke baawajoud jo aaj kal ke dour main larkiyaan taleem haasil kar rahi hain? phir uska kya hukm hai? Mazeed likhnay parhnay ki Jaa'iz sourtain bhi bayaan farmaadain?
Answer:
April 14, 2010
Islamic Question & Answer - 00204
Question: Aurtoun ka mazaaraat par jaana kaisa hai? Kya Aurtain kisi bhi mazaar par nahin jaa sakteen?
Answer:
March 30, 2010
Islamic Question & Answer - 00203
Question:
1) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Answer:
March 28, 2010
Islamic Question & Answer - 00200
Questions:
1) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Answer:
Islamic Question & Answer - 00198
Question: Farz ke ba'd dars main bethnay se agar sunnatoun se faasla hojaaye tou kya is se sawaab saaqit hojaaega?
Answer:
March 26, 2010
Islamic Question & Answer - 00197
Question: Mujhay paishaab ke ba'ad qatray aanay ka marz hai aur kabhi aisay bhi aatay hain, tou aisay main kya mujh par ghusl farz hai? Ba'z daf'a shuk hota hai ke shayad qatra kaproun par lug gaya hai ya nahin?
Answer:
Islamic Question & Answer - 00196
Question: Kya hum television dekh saktay hain yani tilaawat-e-qur'aan-e-Paak, Naatain aur deegar deeni program sun'nay aur dekhnay ke baaray main kya hukm hai?
Answer:
Islamic Question & Answer - 00195
Question: Jab Insaan ki taqdeer main pehlay hi sub kuch likh diya jaata hai tou phir usay us ke aa'maal par saza ya sawaab kyoun milta hai?
Answer:
Islamic Question & Answer - 00194
Question: Agar Khuda ta'aala louh-e-Mahfooz par paida honay se pehlay hi qismatoun ke faislay likh daita hai tou is dunya main bhejnay ka kya matlab hai tou kya naseeb main jannat kyoun nahin?
Answer:
Islamic Question & Answer - 00192
Question: Kya hum kisi dosray Maslak ke imaam Masalan Deobandi ke peechay namaaz parh saktay hain ya nahin?
Answer:



















