Showing posts with label Islamic Answers. Show all posts
Showing posts with label Islamic Answers. Show all posts

November 20, 2009

Islamic Answer - Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay

Answers Related To Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay etc
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00003Bahut se logon se suna hai, ke bai'at sirf haath par hi hoti hai? Muftiyan-e-Karam aur Ulama-e-Uzaam is ke muta'alliq kya farmatay hain? Wazahat farmadijeye.Read
00019kya Ghous-e-Pak ki niyaaz kafir ko khila sakty hai?Read
00131Agar kisi peer sahib ka inteqal hojae tu us mureed ko kya karna chahiye kya wo kisi aur peer sahib se mureed hosakta hai? Ya apnay murshid ke gaddi nasheen ya khalifa ka bai'at hona zaruri hai?Read
00168Mureed aur Taalib main kya farq hai?Read
00169Jab Allah Ta'aala farmata hai mujhse maang tu hum peer se kyon maangtay hain?Read

Islamic Answer - Miscellaneous

Miscellaneous Answers
 
Fatwa Code
Question
Answer
00004Kia Palmistry , Ilm-e-Nujum Islam ki ru se halal hai? Tafseelan arz kardijeye.. Main ne Shama-e-Shabistan-e-Raza (Book OF Ala-Hazrat (Rahmatullahi Alaihu)) ke baaray main bhi suna hai, Ye kitab imaam Ahmad Raza Khan (Rahmatullahi Alaihu) ki likhi hui hai aur ye sitaron ke muta'alliq hai. Tafseelan samjha dengay tu maharbani hogi.Read
00014Main ne bukhari shareef main ke huzoor (Sallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke meray baad baara 12 khalifa hongay, Kya aap mujhay unke naam bata saktay hain?Read
00015Janab mera masla yeh hai k mere dimagh mai har waqt wasvase or waham ate hain k mere sath bura ho jaye ga jab k main panch waqt ka namazi bhi hu mera dimagh har waqt mere sath bura karne k wahanm or wasvase dalta hai jis ki waja sai muje dili or dimaghi sukun nahi milta kai salo sai main sukun se nahi so paya har waqt har makhluq sai dar lagta hai muje. bara e mehar bani muje bataye k mere sath aisa kyu hai or mera roohani ilaj kar dein kyu k main sukun say life guzarna chahta hun.Read
00016Kya is Hadith ki koi asliyat hai ya iski koi sachai hai?? "Hazarat aysha se rawi kiya jata he is Hadees ko, K Jub Kisi na Mehram ka ana jana zyada hota tha tu hum use Apna (ma'azallah) Doodh pila Diya karte thay aur wo phir hamare lia mehram hojaya krta tha. is trah se ap apni Sisters ko bhi Hukm diya kartin or wo bhi yehe amal kartin.". Agar is hadith ki koi Asliyat hai tu uska hawala bhi inayat farma dijeye?Read
00027Aaj kal mukhtalif software cd's market main milti hain magar un main se aksar asal nahi hoti balke copy ki hui hoti hain kyon ke asal cd's ki qeemat bahut ziada hoti hai jab ke ye copy ki hui c's bahut sastay daamon main muyassar hojaati hain, Daryaaft talab amar yeh hai ke kya is tarah cd's copy karna khareed-o-farookht karna, usay load kar ke us par kaam karna shar'an kesa hai?Read
00031Janab-e-Sayyidah ki kahani parhnay aur us ki mannat maan ne ke baray main tafseeli hukm irshad farmadain, ke ye kyon jaa'iz hai? Aur soola16 sayyidon ki kahani jo parhi jati hai us main ek baat yeh bhi hai ke jo yeh mujazah parhayga usay chaalees40 saal tak mout nahi ayegi, Is bat main kahan tak sadaqat hai?Read
00032Kya Mard Chain Wali Ghari pahan Sakta hai?Read
00037Moulana Manzoor Noumani Sunni Allaim hai ya Bad Mazhab? Aur iski kitabain parhna kaisa hai?Read
00038Kya insaani Aaza kisi dosray ko huba karsaktay hain?Read
00041Main ne kisi jagah Namaz-e-Istikhara ke baaray main parha tha aur us main dua ke baray main bhi likha tha, Kya yeh sahih hai? Neez aap mujhay dua likh kar dijeye?Read
000431) Kya Touba Se tamam gunaah muaaf hojatay hain ya koi aisa gunaah hai jo touba se muaa nahi hota?
2) Agar koi shakhs touba kar ke baar baar wohi gunaah karay tu uske baray main kya hukm hai?
3) Touba se muta'alliq Kuch irshad farmadain?
Read
00062Jumu'a ke din ko Jumu'a tul Mubaarak kehna kaisa hai?Read
00067Kya haath dhotay waqt kalma shareef parhna durust hai? aur haath dhonay ka sahih tareeqa kya hai?Read
00069Zabh karnay ka shara'e tareeqa kya hai?Read
00088Jo log zalzalay se muta'assir howe hain kya un par shaheed ka itlaq hoga?Read
00091Film "The Message" dekhai gae thi, Jis main Hazrat Muhammad(Sallahu Alaihi Wassalam) aur sahaba-e-karaam ka kirdaar bhi dikhaya gaya hai lekin Sarkar(Sallahu Alaihi Wassalam) aur khulfaa-e-raashideen ke ilawa deegar sahaba-e-karaam ka kirdaar tasweer ke saath sikhaya gaya hai, is film ka dekhna jaa'iz hai?Read
00097Agar istikhara main mana kiya jaye magar insan ye aqeedah rakhay ke wo kuch naik amal karlay tu khuda ko uski dua pasand ajaye aur phir dobara istikhara karnay se kya nateejah badal kar sakta hai?Read
00098Sitaaron se haal daryaaft karna jo akhbaar main aatay hain un par yaqeen rakhna chahiye ya nahi?Read
00106Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ne madani muzaakray main farmaya ke ek jism main ek rooh ke siwa dosri rooh nahi aasakti jisay log sawaray kehtay hain aur Aapnay farmaya hai ke jinnaat ki napaak roohain is main daakhil hojati hain? Lihaaza tafseel se bataen ke sawari main napaak roohain daakhil hoti hain ke nahin? aur us suwaari ki haqeeqat kya hai?Read
00110Imaam Ahmad Raza Khan (Alaihir rahmah) ko Aala Hazrat kyon kehtay hain jabke Aala Hazrat tu faqat Sarkaar Sallahu Alahi Wasallam ki zaat-e-mubaarka hai, Baraye karam irshad farmaeye?Read
00116Kya ghar ka naam tauheed manzil ya At tauheed manzil rakh saktay hain?Read
00117Kaafir ke paisay kahan istemal kar saktay hain?Read
00132Musalman apni khoyi howi taaqat kab haasil karaingay?Read
00136Kya tambaako (tobacco) ka istemaal karna haraam hai?Read
00145Ghair muslim se kaarobaar (business) kar saktay hain? Kya qaadyani se kaarobaar (business) kar saktay hain?Read
00148Sub se bada gunaah kya hai aur kya uski muaafi bhi hai?Read
00149Agar koi ghair muslim salam karay tu tu jawab main kya kehna chahiye jab ke wo jawab ka muntazir ho?Read
00151Mera naam Bilal hai, Baraa-e-madina iska matlab bhi batadain?Read
00154Kya humari zameeb harkat karti hai ya saakin rehti hai? Kyon ke scientists kehtay hain ke zameen harkat karti hai Aap kya kehtay hain?Read
00156Shaitan ghaalib rehta hai, ilaaj batadain?Read
00157Kya shi'a ka janaza parhna jaa'iz hai ya nahin?Read
00158Main bakasrat durood shareef parhti rahti hoon laikin is ke baawajood meri pareshaanyan khatam nahin hoti?Read
00159Chain waali ghri pahan kar ya aisay imaam ke pichynamaz prhn jaa'iz hai ya nahi?Read
00164Anghootay Choomna kaheen hadith se saabit hai?Read
00166Kya jihaad farz hai?Read
00177Jab parhayi karnay beth'ta hoon tu buray khayalat aur shaitaani wasawis aakar ghair letay hain, Baraa-e-Madina rahmumaayi farmaaen ke main in se kesay chutkara paasakta hoon?Read
00180Kya main mangni ke baad phone ya mobile par apni mangitar se baat kar sakta hoon Ya mobile message ke zaree'ay haal daryaaft kar sakta hoon?Read
00185Sultan Baho rahmatullah alaih ke darj zail ash'ar ka kya matlab hai,

Paanch hain mahal paanch roshniyan hain, Diya kahan jalaon,
Paanch denay walay hain, paanch khazanay hain, haasil kahan se karun,
paanch qiblay hain sajda kahan karun,
Baahu saahib agar sar bhi maangain tu hargiz inkar na karun ?
Read
00186Suw'war Pig ke najis honay ki mukammal wazaahat farmaadain?Read
00190Ajeeno Motu (Namak) Halaal hai ya Haraam?Read
00194Agar Khuda ta'aala louh-e-Mahfooz par paida honay se pehlay hi qismatoun ke faislay likh daita hai tou is dunya main bhejnay ka kya matlab hai tou kya naseeb main jannat kyoun nahin?Read
00195Jab Insaan ki taqdeer main pehlay hi sub kuch likh diya jaata hai tou phir usay us ke aa'maal par saza ya sawaab kyoun milta hai?Read
00196Kya hum television dekh saktay hain yani tilaawat-e-qur'aan-e-Paak, Naatain aur deegar deeni program sun'nay aur dekhnay ke baaray main kya hukm hai?Read
00198Farz ke ba'd dars main bethnay se agar sunnatoun se faasla hojaaye tou kya is se sawaab saaqit hojaaega?Read
00199Christmas Day ka kya matlab hai?Read
002001) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Read
00202Mujhay daarhi ka khat banwaanay ke baaray main bataaeye?Read
002031) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Read
00204Aurtoun Ka mazaaraat par jaana kaisa hai? Kya aurtain kisi bhi mazaar par nahin jaa sakti?Read
00205Mobile par na'at ya tilaawat ki tune lagaana kaisa hai?Read
00206Kitaabatun Nisaa waali hadeeth-e-mubaarka ke aurtoun ko likhna parhna na sikhaaou is ka kya matlab hai? Yani likhnay parhnay se mumaan'at ke baawajoud jo aaj kal ke dour main larkiyaan taleem haasil kar rahi hain? phir uska kya hukm hai? Mazeed likhnay parhnay ki Jaa'iz sourtain bhi bayaan farmaadain?Read
00248Agar paseenay ke qatray masjid ke farsh par gir jayen tu kya hukm hai, Kya woh shakhs gunahgaar hoga?Read
00344Kisi Wali-Ul-lah ki Qabar par haazri ka masnoon tareeqa kya hai?Read

Islamic Answers - Bank-Insurance-Commision

Answers Related To Bank, Insurance, Prize Bonds, Commision etc
Fatwa Code
Question
Answer
00006Aaj Kal Motorcycle waghera Asal raqam se ziada qeemat par di jaati hai, Kya iska Laina Jaa'iz hai?Read
00030Kya England main soodi qarz par makan lena jaa'iz hai?Read
00053Credit card ke baray main kya hukum hai? aur meray pas makan lenay ki istitaa'at nahi hai kya main bank se bina sood/interest ke qarza/loan lekar makan le sakta hoon?Read
00063Bank main audit ki naukri/job karna jaa'iz hai ya nahi?Read
000861) Kya sood/interest ke jaa'iz honay ka yeh heela/excuse hosakta hai ke bank ko sood ke badlay main koi pen farokht kiya jaye aur yun sood ki raqam haasil ki jaye tu wo jaa'iz hojaye?
2) Allah Azzawajal ke naam ke saath zikr parna sahih hai ya ghalat?
Read
00089Insurance ke muta'alliq mujhay bataen ke iska kya hukm hai?Read
00092Bank ya kisi company ke share khareed saktay hain?Read
00120Kisi bank se sood/interest laina jaa'iz hai ya nahi?Read
00128Life insurance karwana jaaiz hai ya nahin aur life insurance main mulaazmat karna kaisa hai?Read
00160Kya post office ki postal life insurance karwana jaa'iz hai ya nahin?Read
00162Bank main naukri karna kaisa?Read
00179Bank main Koun Koun sa kaam sahi hai aur koun sa ghalat?Read
00191Kya Credit Card Jaa'iz Hai Ya Nahi?Read
00201Prize Bonds jaa'iz hain ya nahin?Read
00208Zaa'id Raqam par Prize bonds Khareedna kaisa hai?Read
00209Kya government Pakistan ke State Bank se jaari karda Prize Bonds agarchay wo kisi bhi Maaliyat ke hoon halaal hain ya haraam?Read

Islamic Answers - Aqaa'id

Answers Related To Aqaa'id/Beliefs
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00001

Kya "Yaa Rasoolallah, Yaa Muhammad" kehna sharee'at main Jaa'iz hai? Ulama-o-Muftiyan-e-Karam iske baray main kya irshad farmatay hain?

Read
00005Kya Faatiha dilana, Nazr-o-Niyaaz karna, Eesaal-e-Sawab karna jaa'iz hai ya nahi? Qur'an-o-Hadith ki roshni main wazahat farmadain.Read
00026Kya sarkar-e-Madina Sallahu Alaihi Wasallam ko "Aaqa Ji" keh saktay hain?Read
00029Sitaron se haal daryaft karna kaisa? aur in par yaqeen rakhna kaisa hai?Read
00033Agar ustad qadyaani ho tu usay salam kar saktay hain?Read
00034Kya Allah Ta'ala ke liye haazir-o-Naazir ka lafz istemal kar saktay hain?Read
00039Kya kehtay hain is masa'alayke baray main Zaid kehta hai ke Hazrat Aisha Radi Allahu Anha ne us shakhs ko jhoota kaha hai jo ye kehta ho ke Huzoor Nabi e Kareem Sallahu Alaihi Wasallam ne meraaj ki raat Allah Ta'ala ka deedar kiya hai aur unhon ne Qur'an ki ek aayat se bhi istadlaal kiya hai? Kya ye hadith durust hai? Aur Aqeedah Ahl-e-Sunnat is baaray main kya hai Maharbaani farma kar tafseeli jawab irshaad farmayen?Read
00040Agar deobandi ghalat hain tu unhain Sarkar Sallahu Alaihi Wassalam ki ziyarat kyon hoti hai? Mera ek jaan ne wala hai jo ke Deobandi hai wo kehta hai ke usay Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ki ziyarat hui hai?Read
00047Waseelay ko Qur'an-o-Hadith ki roshni main saabit karain, Kyon ke barailvi log waseela maantay hain aur dosray log waseela ko nahin maantay?Read
00048Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ke Ilm-e-Ghaib ke baray main rahnumaai farmaeye?Read
00049Cheh Kalmay ki kya asal hai? Tafseelan bayan farmaeye?Read
00054Jab insaan ki taqdeer main pehlay hi sub kuch likh diya jata hai, Tu phir usay uske aamal par saza ya sawab kyon diya jata hai?Read
00055Agar khuda Looh-e-Mahfooz par paida honay se pehlay hi qismaton ke faislay likhdeta hai, Tu us dunya main bhejnay ka kya maqsad hai? aur agar matlab hai tu kya naseeb main jannat kyon nahi hai?Read
00056Imaam Mehdi kab tashreef laengay? aur unki pehchan kya hai?Read
00103Meelad-un-Nabi Sallahu Alaihi Wasallam ke baray main irshad farmaen qur'an-o-hadith ki roshni main?Read
00143Tihattar (73) firqoun main se sirf ek firqa jannat main jana wala hai kya barelvi deobandi do alag alag firqay hain ya sirf kuch nazaa'ati ikhtilaafat hain aur firqa ek hi hai?Read
00147Main sunni hoon mujhay maslak ke baray main bataeye?Read
00163Aik shakhs ko shar'ee mas'la bataya gaya tu usnay kaha "ye Tu Ziyaadti hai" ya kaha "Aisi sharee'at bhi jootyan parwaati hai" Aisay shakhs ke baaray main kya hukum hai?Read

August 1, 2009

Islamic Answer - Zawjain - Humbistari

Answers Related To Zawjain - Humbistari - Sexual Relation
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00100Aurat ke pichay walay maqam main wati karna kaisa hai aur aurat ki sharamgaah. deegar aazaa choomna choosna kaisa hai neez jama ka sunnat tareeqa likhain?Read
00183Biwi ka pistaan chomnay se agar ghalti se shohar ke munh main doodh chala jaaye tu uske baray main kya hukm hai?Read

Islamic Answer - Zana

Answers Related To Zana
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00072Agar koi sadq-e-dil se gunaah (zana) se touba karlay, tu kya Allah uski touba qubool farmaengay?Read
00074Agar koi zana karlay tu kya uske liye touba hai aur agar hai tu kis tarah hai? Aik larki kisi ke saath muhabbat main andhi hogae thi jis par uske saath zana main mubtala hogae tu kya uske liye touba hai?Read
00075Agar koi musalman mard kisi musalman aurat ke saath zana karay aur us se bacha hojaye tu us bachay/baby ki tarbiyat un main se koun karega? dono ya koi aik?Read
00076Shar'an zana se muaafi ke baray main kya hukm hai?Read
00077Jis aurat par zabardasti jinsi ziyad'dati ki gae ho us par iddat hai ya nahi?Read
00080Agar koi shadi shuda shaks zana karlay aur usay nadamat ho tu us par kya hukm hai?Read
00122Humain maloom hai ke musht zani karna acha fa'al nahi hai, aur iske baad nahana farz hojata hai agar mani ke qatray jism par na lagain tu sirf haath par lagain tu phir bhi ghusul karna parayga ya nahin?Read
00174Main apnay maamoun ki biwi ke saath Zana karna chahta hoon, tu kya mujhay us ka gunaah milayga?Read

Islamic Answer - Zakaat, Sadqaat, Ushar, Fitar

Answers Related To Zakaat - Sadqaat - Ushar - Fitar
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00099Zakaat saarhay saath 7.5 tola par farz hai tu 10 ya 14 tola par kitni waajib hogi? Aur yeh bhi irshaad farmaeye ke ke ek tola ki qeemat ziada honay par zakaat ki miqdaar bhi kya dugni hojayegi?Read

Islamic Answer - Warasat

Answers Related To Warasat
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00115Warasat ke baray mai shadi shudah ya ghair shadi shuda beti ke hisson mainkoi farq hai?Read

Islamic Answer - Tawezat-o-Wazaa'if

Answers Related To Tawezat-o-Wazaa'if
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
001041) taweezat laina, daina, likhna, latkana, dum karna, kaisa hai? Kya humaray pyaray Aaqa Sallahu Alaihi Wasallam se iska ka kya saboot hai, Hadith ki roshni iska jawab ata farmadain. Kyon ke bad mazhab loag humain pareshan kartay hain ke yeh sub shirk-e-bid'at hai?
2) Kya taweezat denay wala mu'aaoza lay sakta hai?
Read
00105Kya taweezat istemaal karna qur'an-o-hadith ki main roshni main ja'iz hai?Read

Islamic Answer - Taqleed

Answers Related To Taqleed
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00042Hum Fiqh main Imaam-e-Aazam Imaam Abu Hanifa Rahmatullahi Alaih ki taqleed kartay hain tu aqaa'id main kis ki taqleed kartay hain?Read

Islamic Answer - Sunnat

Answers Related To Sunnat
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00010Moo-e-Zair-e-Naaf kahan se kahan tak saaf karnay chahiyen? Aur kya iske liye koi cream istemaal karsaktay hain ya nahin?Read
00011Moo-e-Zair-e-Naaf kahan se kahan tak saaf karnay chahiyen? Aur kya iske liye koi cream istemaal karsaktay hain ya nahin?Read
00057Sunnat ke mutaabiq kya libaas hai?Read
00069Zabh karnay ka shara'e tareeqa kya hai?Read
00083Sunnat kisay kehtay hain?Read
00113Naakhun kaatnay ka islami tareeqa batadain?Read
00187Kitnay Rung ke Imaama Shareef Pahanna Sunnat Hai?Read

Islamic Answer - SMS

Answers Related To SMS
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00023Aik SMS ka hawala darkar hai "Allah farmata hai ke aey banday agar kabhi raat ko teri aankh khuli aur tu phir sojaye tu too ne mujh se bewafai ki aur agar teri aankh khuljaye aur too ne wuzu kiya aur meri ibaadat ki tu too ne jo manga aur main ne qubool na kiya tu main ne tujh se bewafaai ki aur main aisa nahi karta"Read
00024Kya yeh riwayat sahih hai ke jisnay "Rabi-ul-Awwal" ki khush khabri di us par jannat waajib hojayegi??Read
00060Aaj kal ye message bahut aam hai "Ke is baray main bataeye ke aisa kounsa kaam hai jo Aaqa(Sallahu Alaihi Wasasalam) ne kabhi nahi kiya magar Allah ko bahut pasand hai" aur iske jawab main kaha jata hai "Aazaan - kyon ke agar Aaqa (Sallahu Alaihi Wasasalam) Aazaan detay tu kaainaat ki tamam cheezain masjid main chali aaati aur is tarah kaainat ka nizaam darham barham/scattered hojata" Iski Kya haqeeqat hai?Read
00061Kya is tarah SMS kiya jasakta hai ke agar har musalman dus/10 martaba Astaghfirulla parhay aur apni haisyat ke mutabiq aur musalmano ko farward karday tu kuch dair main arbon Astaghfaar Allah azzawajal ke azaab ko hum par se utha dengay, InshaAllah?Read
00066Kya ye SMS kufriya hai? "Allah tumhain har second yaar rakhay, Allah har minute tum par rahmat bhejay, Allah har ghantay tumhari hifazat karay kyon ke main Allah se dua karta hoon ke banda acha hai iska kush extra khayal rakhna"?Read
001021) Mobile main is tarah ke message aatay hain ke ye SMS parh ke itnay logon ko farward karo achi khabar milegi agar na karogay tu bad qismat hojaogay, is tarah ke message karna kaisa hai?
2) Kya is tarah ke message kar saktay hain ke paanch/5 baar durood shareef parh kar aagar bhejo agar aapne bheja tu aaj bahut saray log Aaqa Sallahu alaihi wasallam par durood parhnay ki sa'aadat haasil karlengay?
Read

Islamic Answer - Paaki aur Naapaaki ke Masaa'il

Answers Related To Tahaarat/Cleanliness
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00108Kya main jis office main kaam karta hoon wahan ka libaas pant shirt hai, mujhay jiryaan ka marz hai ab namazon ke auwqaat main pant dho nahi sakta na hi tabdeel kar sakta hoon aur rozaana ghar jaakar bhi badal nahin sakta yani har dosray din ke liye naya libaas istemaal nahi kar sakta tu main kya karoon mujhay paishab ke qatray aatay hain phir nahin aatay jiski wajah se meray kapray naapaak rehtay hain?Read

Islamic Answer - Sadqa - Khairaat

Answers Related To Sadqa - Khairaat
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00009Kya Gosht Sadqa Diya Ja Sakta hai? Aur Kya Usko haath Laga Saktay Hain, Isi tarah Usay beth ke daina hoga aur Kya Usko Dekh Saktay hain?Read
00012Kya Gosht Sadqa Diya Ja Sakta hai? Aur Kya Usko haath Laga Saktay Hain, Isi tarah Usay beth ke daina hoga aur Kya Usko Dekh Saktay hain?Read

Islamic Answer - Qur'an

Answers Related To Qur'an
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00107Zaid aalim nahin hai aur woh kisi madrasa se faarigh bhi nahi hai wo tarjumay wala qur'an saamnay rakh kar uski tafseer bayan karta hai us ka is tarah tafseer bayan karna aur logon ka sun na kaisa hai?Read

Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain

Answers Related To Nikaah - Talaaq - Zawjain
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00018kya dusari marriage kai leya pahlai wife ki ijzat lainaa lazmi hai,, agar hai tu muj ko hades ka hawla dai kar bataeye?Read
00025Agar koi shakhs apni biw ko teen talaqain deday tu ab shareeat ka kya hukm hai? aur agar yeh soch kar ke Allah muaaf karnay wala hai rujoo karlay tu is par shareeat ka kya hukm hai?Read
00035Islam main halala kyon rakha gaya hai? Mujhay waswasa aata hai ke yeh jaa'iz nahi hai?Read
00094Kya sunni mard ki shadi shi'a aurat se ki jasakti hai?Read
00109Agar nikaah ke waqt aurat ko talaq ka huq diya jaye aur ab aurat us huq ka istemaal karna chahay tu is ki kya soorat hogi kya aurat yun kahaygi ke (main apnay huq ka istemaal kartay howe apnay shohar ko talaq deti hoon ya yun kahaygi ke apnay huq ko istemaal kartay howe apnay aapko talaq deti hoon) Kya sahih hai?Read
00127Zaid nana ne chaar shadyan ki pehli ko teen talaq dedi dosri biwi se ek larki paida hui tu kya ye larki jo ke nana ki beti huio aur zaid ki khala, Kya in dono ka aapas main nikaah hosakta hai ya nahin?Read
00133Aurat ko aik aur mard ko chaar shaadyon ki ijazat hai, Is ki wajah kya hai?Read
00161Zaid apni biwi ko nafqa apni istetaa'at ke mutaabiq daita hai, magar woh ziadaka mutaalba karti hai?Read
00167Kya saal ke kisi bhi mahinay main kisi bhi tareekh ko nikaah kar saktay hain kyon ke aam tor par yeh samjha jata hai ke muharram aur safar main nikaah nahin karna chahiye ke safar bhaari maheena hai?Read
00175Nikaah karnay ke liye kin cheezoun ki zarurat hai?Read
00189Kya kisi Sunni Ghair-e-Sayyed Ka Nikaah Sayyeda Se hosakta hai?Read

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil

Answers Related To Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil
 
Fatwa Code
Question
Answer
00017Main jis market main hota hoon wahan sub deoband masajid hain es liye main apni namaz qaza kar k un k masajid main parta hoon kia main in k saath bajamat namaz par sakta hoon mager main in ko acha nahe janta es bare main mujhe koi sharai lehaz se batain k mere namaz theak hai ya nahe?Read
00022Kya imaam ka aqeedah maloom kiye beghair uske pichay namaz parhna jaa'iz hai?Read
00041Main ne kisi jagah Namaz-e-Istikhara ke baaray main parha tha aur us main dua ke baray main bhi likha tha, Kya yeh sahih hai? Neez aap mujhay dua likh kar dijeye?Read
00045Salaat-ul-Haajaat ka waqt aur namaz-o-dua ka sahih tareeqa batadain aur kya yeh namaz-e-Asr ke Ba'ad ada ki ja sakti hai?Read
00046Kya beth kar namaz parhnay se sawab aadha hojata hai? Hadith ke hawalay ke saath bayan farmaeye.Read
00050Masjid main namazi ke aagay se guzarna kaisa hai? Neez agar emergency ho tu phir guzarnay ka kya tareeqa hai?Read
00051Kya Ghaaibana Namaz-e-Janaza jaa'iz hai?Read
00052Kya Aankhain band kar ke namaz parhnay se namaz adaa hojaegi?Read
00058Aaath(8) nawafil ek salam se parhnay ka kya tareeqa hai? aur qaida oola har dosri rak'at par karengay ya chaar parh kar?Read
00059Kya nafil roza/fast ke saath qaza roza/fast ki niiyat/intention bhi kar saktay hain?Read
00064Namaz qasar se kya matlab hai? aur kya har namaz qasar karna hoti hai?Read
00065Pakistani time ke mutaabiq wo kounse auwqaat hain jin main ibaadat nahi ki jati?Read
00068Kya Ahnaaf ke nazdek jamaa'at e saani karwai ja sakti hai?Read
00070Agar fajr ki do sunnatain reh jaen tu unhain kab adaa karain?Read
00084Kya takhnay khulay rakhnay ka kya hukm hai? aur aar pants pehni hui hoon tu kya namaz parhnay ke liye paa'inchay fold kar saktay hain ya nahi?Read
00085Namaz ke liye takbeer kehtay howe namazyon ko kis waqt kharay hona chahiye? Takbeer shuro hotay hi ya "Hayya Alas Salah" par?Read
00087Namaz main painchay fold karna sahih hai ya ghalat? mujhay baraye karam sahih maloomat/information faraham karain kyon ke main ne kuch logon se painchay fold karnay ka suna hai jab ke kuch logon se mumaan'at?Read
00090Aqamat beth kar sunni chahiye ya kharay hokar? Daleel se saabit kijeye?Read
00093Azaan se pehlay durood parhnay ka kya hukm hai?Read
00095Aadhi aasteen ki qamees main namaz parhna kaisa hai?Read
00096Kya jumu'a ki dosri azaan main anghotay chooomna mana hai?Read
00101Doraan-e-At'tahiyyaat ungliyon ka halqa kis tarah banatay hain, aur kab tak?Read
00112Agar koi imaam ke saath teesrio rakat main milay tu phir us i pehli rakat kounsi hogi, ye imaam ke saath waali ya imaam ke salaam phernay ke baad wali?Read
00118Imaam sahib ka haath toota howa hai paidaaishi apaahaj hain, tu kya wo jama'at karwasaktay hain ya nahi?Read
00119Juma'atul mubaarak ke baad ki sunnatain mu'akkada hain ya ghair mu'akkada?Read
00123Aik shakhs jiska maamoool hai ke wo aksar pakistan se dosray mumaalik ki taraf safar karta hai, Lihaaza agar us nay pakistan main roza rakha jab wo kisi dosri jagah puhncha tu tu wahan abhi din khatam honay main bees/20 ghantay baaqi thay tu wo shakhs aftari kis waqt karayga?Read
00124Mujhay namaz ke aagahz main ta'ooz aur tasmiyah parhtay waqt bahut waswasay aatay hain jis ki wajah se namaz shuro kartay hjowe dair lug jaati hai, waswason ki wajah se main baar baar ta'ooz parhta hoon? Main namaz kaisay shuro karoon ke waswasa na ayen? Is ke ilawa mujhay sotay waqt bhi mukhtalif kufriyaana waswasay atay hain iska hal bhi bataen?Read
00125Jis tarah se qaza namazain parhtay haintu kya hum usi tarah se baaqi namazain bhji parh saktay hain? Yani waqt par parhnay wali namazon ke fara'iz aur sunnatain bhi qaza namazon ki tarah parh saktay hain ya nahi?Read
00129Qayaam ki haalat main haath ko harkat dene se namaz kya kharabi laazim aati hai?Read
00130Agar koi aurat bazaar main ho aur namaz parhnay aur wuzu karnay ki jagah na paye tu kya wo namaz qaza kar sakti hai?Read
00135Farz ki teesri aur chuhti rak'at main soorat nahin milaatay jab ke sunnat ki teesri aur chuhti rak'at main milaatay hain, is ki wajah kya hai?Read
00138Agar koi shakhs is wajah se jamaa'at tark karay ke imaam daarhi hadd-e-shara se kum rakhta hai ya kusoub karta hai aur batanay par bhi tark nahin karta, Kya aisa shaks tark-e-jamaa'at ke gunaah main shareek hoga ya nahin?Read
00141Imaam jab rukoo-o-Sujood ke liye takbeer kehta hai tu muqtadi ko kab rukoo-o-sujood main jaana chahiye?Read
00142Sajda-e-Tilaawat karnay ka kya tareeqa hai?Read
00144Kya isha ki namaz main sirf chaar (4) farz, Do (2) sunnat aur teen (3) witar parhna kaafi hain ya mazeed nawafil bhi parhna zaruri hain?Read
00150Rozay ki halat main aankhon main drop ya marham daal saktay hain ya nahin?Read
00155Agar humari maghrib ki namaz main farz ki pehli do rak'atain reh jaaen tu kya hum teesri rak'at main shareek hosaktay hain?Read
00165Buland awaaz se "Aameen" kehna saabit hai, magar ahl-e-sunnat se ta'alluq rakhnay walay loug buland awaaz se "Aameen" nahin kehtay is ki wajah kya hai?Read
00170Agar koi hanafi shaaf'ee imaam ke pichay namaz parh raha ho, Dauran-e-namaz imaam ka khoon nikal aaye aur muqtadi ki nazar par jaye tu muqtadi ki namaz ka kya hukm hai?Read
00173Agar kisi shakhs ko safar darpaish ho aur usay andaisha ho ke agar zuhr parh kar safar par rawana howa tu usko namaaz-e-Asr ka waqt na mil sakayga tu usay kya karna chahiye?Read
00176Agar kisi shakhs ne Isha ki namaz beghair jama'at ke parhi tu taraweeh ada karnay ke ba'ad witar ki namaz jama'at ke saath ada kar sakta hai?Read
00184Dawat-e-islami main soorat-ul-mulk ki tilawat ijtima tour par ki jaati haikya jo fazeelat hadith mubaarka main soorat-ul-mulk parhnay walay ke liye hai, sunnay waloun ko bhi haasil hogi?Read
00188Agar namaz main Surah-e-Faatiha parhni bhool jaaye tou kya hoga?Read
00192Kya hum kisi dosray Maslak ke imaam Masalan Deobandi ke peechay namaaz parh saktay hain ya nahin?Read
00198Farz ke ba'd dars main bethnay se agar sunnatoun se faasla hojaaye tou kya is se sawaab saaqit hojaaega?Read
002001) Chand aur sooraj girhan ke ke muta'alliq islaam main kya hukm hai uswaqt kya parhna chahiye?
2) Uswaqt haamila (pregnant) aurat ke baaray main islaam kya kehta hai? us ko kya karnay ka hukm hai aur kis kis kaam se mumaan'at hai jaisa ke ik daf'a raat ko dou 2 bajay se lekar 6bajay tak chand girhan laga hai aur suna hai ke wo sou nahi sakti tou kya saari raat us ko souna man'a hai aur woh chalti phirti rahay yeh kya touhmaat hain ya shar'an in ki koi haqeeqat hai?
Read
00207Sajda Kitni Had'diyoun par karna chahiye?Read

Dawat-e-Islami {An International Islamic Propagational Movement of Quran and Sunnah}, Islam, islam, islamic, Dawat-e-Islami, dawateislami, learning, learn, learn islam, learning islam, knowledge of islam, knowledge, famous, movement, movements, Dawateislami blog is an islamic blog here you can search through masnooon duas, Al-Quran, translation, kanzul eeman and many many more islamic information, here you can also watch madani channel and submit your qusetions, requests for kaat online, spritual problems are solved through kaat online, you can also requests for roohani ilaj and ask for taweezat, this blog is completely dedicated to islam and is made to serve Islam, Faizan e Madina, Dawat e Islami, Istikhaara, Masnoon Duas, Quran Translation, Madani Channel, Prayer Timing, Rohaani Ilaaj, Roohaani Ilaaj, AL-Quran, Urdu translation, Tafseer, Kanzul Emaan, Ahlesunnat, Alahazrat, Alahadhrat, Al-Imam, Ahmed Raza, Imam, Imam-e-Ahlesunnat, Ameer-e-Ahlesunnat, Hazrat Sahib, FaizaneSunnat, Haji Mushtaq, Nigran-e-Shura, Ask the Mufti, Q&A, questions and answers, Islamic Library, Urdu Books, Bahar-e-Shariyat, FaizaneAttar, Faizan-e-madina, Tilawat, Hamd, Naat-e-Rasool, Islamic Radio, Durood-o-Salaam, Islamic Forums, Traditional Islamic Forum, Muslim Forum , Sunni Forum, Sunniyat, ahl e sunnah, ahl e sunnat, ahl-e-sunnat, ahl-e-sunnah, ahlesunnah, ahlesunnat, attari, qadri, ya ghous, ya rasoolallah, Ya ghous-e-Azam, Ya GhouseAzam, Ya Rasoolallah, prayer timings, islami namaz, namaz, hajj, roza, fasting, ramazan, islamc teaching, ulama, auliya, friends of Allah, friends of God, Muslims

  © Blog template 'Faizan-e-Madina' by Dawat-e-Islami.blog 2008

Back to TOP